Top 10 quotes of chankya niti in hindi
o Vish se bhi amrat,apvitra sthan se bhi kanchan OR
murkh vyakti se bhi gyan le lena chahite.
Juth
bolna,jaldhbazi me koi kam krna,nkhre krna,murkhta krna,jyada lalch
krna,apvitra rhna OR patthar k sman dil rkhna SMAJHDAR vyakti ki pehchan nhi h.
Jiska
putra uske vas me,stree agya-karak,or jo prapt dhan se santusth h. uske liye
yhi SWARG h.
Smajhdar
mnusya ka krtavya h ki, vo apne putra ko vividh prkar ke guno se avgat kraye,
kyuki gunwan putra hi kul me puje jate h.
Durjan
or sanp me, durjan se acha sanp hai, kyuki sanp smay pakr ek hi bar kat-ta h
,prantu durjan pal-pal hme niche dikhane ki koshish me lge rhte h.
Murkh
vyakti ko 2 per wala pshu smajhkr tyag dena chahiye,kyuki vo smay-smay pr tuch
bate kr ke apko usi prkar ghat phuchata h jis prkar, nhi dikha hua kanta chubta
rhta h.
5
year tk k bache ko dular(love&care) kre, 10 year tk k bacho ko tadna(punishment)
de , prantu 16 year k bad bache ko mitra(friend) bna le.
Aayu,kharm,dhan,vidhya
OR death ye 5 bate tbhi likh di thi,jab vyakti garbh me hota h.
1 gunwan putra 100 gunhini purto se adhik
acha hota h,jis prkar hjaro tare mil kr bhi andhkar dur nhi kr pate prantu 1
chandrma(moon) sare akash(sky) ka
andhkar dur kr deta h.
Jese
ragdne se,katne se,pitne se, tpane se, in 4 ro upay se swarn(gold) ki
priksha(value) hoti h,usi prkar tyag,shil,gun or karm, in charo se mnushya ki
pehchan ki jati h.
No comments:
Post a Comment